• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hiqarat Se Na Dekho Dil Ko Jam-E-Jam Bhi Kahte Hain

Hiqarat Se Na Dekho Dil Ko Jam-E-Jam Bhi Kahte Hain

hiqarat se na dekho dil ko jam-e-jam bhi kahte hain

isi ḳhak-e-tapan ko fatah-e-alam bhi kahte hain

ye dil ki dastan-e-muztarib hai jis ko duniya men

kahin aansu kahin moti kahin shabnam bhi kahte hain

kabhi ke ik tabassum ko saja rakkha hai honTon par

bahut se to use parvarda-e-matam bhi kahte hain

masarrat ke pujari tujh ko ye ishrat mubarak ho

ye duniya hai masarrat ko yahan par gham bhi kahte hain

zamana kah raha hai tum ne gulshan hi miTa Daala

muravvat bartaraf lo aaj aisa ham bhi kahte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nida-fazli

Sarhad-Par Ka Ek Khat Padh Kar

Na Koi Mehrban Apna Na Koi Raaz-Dan Apna

Kyun Fana Se Daren Baqa Kya Hai

Hum Ghalat Ehtimal Rakhte The

hasrat-mohani

Badal-E-Lazzat-E-Azar Kahan Se Laun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet