• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hindu Hain But-Parast Musalman Khuda-Parast

Hindu Hain But-Parast Musalman Khuda-Parast

sauda-mohammad-rafi

hindu hain but-parast musalman khuda-parast

pujun main us kisi ko jo ho ashna-parast

is daur men gai hai muravvat ki aankh phuut

madum hai jahan se chashm-e-haya-parast

dekha hai jab se rang-e-kafak tere paanv men

atish ko chhod gabr hue hain hina-parast

chahe ki aks-e-dost rahe tujh men jalva-gar

aina-dar dil ko rakh apne safa-parast

avargi se khush huun main itna ki bad-e-marg

har zarra meri khaak ka hoga hava-parast

khak-e-fana ko ta-ki parastish tu kar sake

juun khizr-e-mast khaiyo ab-e-baqa-parast

‘sauda’ se shakhs ke taiin azurda kijiye

ai khud-parast haif nahin tu hava-parast

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ek Sitara Tut Gaya Hai

Ek Aise Makan Mein Thahre Hain

Dil Ka Arman Apne Andar Hi Chhupa Rah Jaega

poet

Mil Us Pari Se Kya Kya Hua Dil

poet

Abas Kyun Umr Sone Mein Ganwaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet