• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hijr Ke Daur Mein Haalat Badal Jate Hain

Hijr Ke Daur Mein Haalat Badal Jate Hain

hijr ke daur men halat badal jaate hain

phuul mar jaate hain sab paat badal jaate hain

tu ne dekha hai kabhi dard ke sahraon men

dhuup baḌhne lage tab saath badal jaate hain

ham pe vo vaqt hai ab chahe ḳhushi aa.e ki gham

aankh nam hoti hai jazbat badal jaate hain

main ne logon ko bhi mausam ka muqallid paaya

baat hoti hi nahin haath badal jaate hain

tum abhi aa.e ho tum baanT lo chahat ke varaq

vaqt ke saath ḳhayalat badal jaate hain

pahle tha bhuuk ka Dar ab hai rida ḳhatre men

kya ḳhabar thi hamen ḳhatrat badal jaate hain

ye to fitrat hai bura in ko na kahna ‘shakir’

tu ne dekha nahin din raat badal jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

uTha Hi Lete Hain Diwar-O-Dar Saliqe Se

poet

Ghazal Kahne Mein Yun to Koi Dushwari Nahin Hoti

poet

Kya Bataen Tumhein Kahan dil Hai

KHud Se Hai Ranj-Bayani Apni

miT Nahin Sakta Qayamat Tak Nishan-E-Arzu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet