• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hayat Waqf-E-Gham-E-Rozgar Kyun Karte

Hayat Waqf-E-Gham-E-Rozgar Kyun Karte

hayat vaqf-e-gham-e-rozgar kyuun karte

main sochta huun ki vo mujh se pyaar kyuun karte

na meri raah men taare na mere paas charagh

vo mere saath safar iḳhtiyar kyuun karte

nigah sirf bulava nahin kuchh aur bhi hai

ye jante to tira e’tibar kyuun karte

gham-e-hayat men hota agar na haath tira

to ham ḳhirad men junun ko shumar kyuun karte

koi to baat hai varna jafaon ke maare

tujhe bhula ke tira intizar kyuun karte

‘nazar’ chaman men agar vaqa.i bahar aati

to phuul ḳhvahish-e-abr-e-bahar kyuun karte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Farar

noshi-gilani

Tujhse Ab Aur Mohabbat Nahin Ki Ja Sakti

bhaTakta Karwan Hai Aur Main Hun

akhtar-ansari

din Muradon Ke Aish Ki Raaten

Ajib Rang Liye Aaj Milne Aaya Wo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet