• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawas Ka Rang Ziyaada Nahin Tamanna Mein

Hawas Ka Rang Ziyaada Nahin Tamanna Mein

havas ka rang ziyada nahin tamanna men

abhi ye mauj hai beganagi ke sahra men

samundaron men sitaron ki aag phaili hai

mahak raha hai lahu lazzat-e-nazara men

hava ne abr-e-baharan se bevafa.i ki

ḳhabar karo kisi aram-gah-e-tanha men

dilon ke band darichon se jhank kar dekho

kisi fasad ki parchha.iyan hain duniya men

fareb tha jo mujhe zo.am-e-be-karani tha

udaas hain mire sahil firaq-e-dariya men

mujhe to ek tira husn hi bahut hai magar

tire liye bhi bahut kuchh hai ḳhvab-e-farda men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ishq Mein Kaun Kaamyab Hua

luTte Hain Bahut Sahl Ki Din Aise kaDe Hain

KHwab Jine Nahin Denge Tujhe KHwabon Se Nikal

poet

Guzar Is Hujra-E-Gardun Se Ho Kidhar Apna

Sang-E-Dushnam Ko Gauhar Jaana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet