• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawa Ne Sine Mein KHanjar Chhupa Ke Rakkha Hai

Hawa Ne Sine Mein KHanjar Chhupa Ke Rakkha Hai

hava ne siine men ḳhanjar chhupa ke rakkha hai

ye dekhna hai ki ab vaar kis pe karta hai

ḳhabar ye aam hai phir bhi ye kaisa parda hai

ki TuuTa aa.ina us ne sambhal rakkha hai

zaban bhi chup hai faza par hai ḳhamushi taari

hai kis ka ḳhauf tujhe kyuun kisi se Darta hai

tumhare paanv ke niche kahin zamin hi nahin

safar ka kar ke tu kaise irada baiTha hai

hui hai shaam darichon pe chand chamke hai

hai kis ka saaya jo shab bhar sisakta rahta hai

kahan kahan na parindon ne pankh phaila.e

magar ye kya ki kisi shaḳh par Thikana hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Tamanna Mein Giraftar the Hum Bhi Tum Bhi

Wo Chup-Chap Aansu Bahane Ki Raaten

Sheikh Saadi

Story 40 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

poet

Naseha Faeda Kya Hai Tujhe Bahkane Se

Kaam Duniya Mein Bahut Karna Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet