• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mizaj Apne Kahan Aaj Hain Thikane Par

Mizaj Apne Kahan Aaj Hain Thikane Par

mizaj apne kahan aaj hain Thikane par

huzur aa.e hain mere gharib-ḳhane par

pighal rahi hai musalsal jo barf ankhon se

ajiib dhuup hai palkon ke shamiyane par

na jaane aa ga.e kyuun us ki aankh men aansu

jo hans raha tha mire dard ke fasane par

zara si samt badal li jo apni marzi se

to naav aa ga.i tufan ke nishane par

ḳhuda bacha ke rakhe ‘mina’ us ghaḌi se hamen

ki baat Thahre kabhi us ke azmane par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Raaton Ki God Mein the Azabon Ke Silsile

Dil toD Kar Wo Dil Mein Pashiman Hua to Kya

Lahu Hi Kitna Hai Jo Chashm-E-Tar Se Niklega

asif-ud-daula

Wahshat Mein Su-E-dasht Jo Ye Aah Le Gai

poet

dhundhta Haq Ko dar-Ba-dar Hai Tu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet