• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawa Ka Kibr Yahan KHak Mein Mila Kar Ke

Hawa Ka Kibr Yahan KHak Mein Mila Kar Ke

hava ka kibr yahan ḳhaak men mila kar ke

charagh-e-ishq jala hai lahu jala kar ke

kiya hai ḳhatm tafakkur ka silsila main ne

har ek naqsh tiri yaad ke miTa kar ke

ye kis ke bojh ne behal kar diya mujh ko

shagufta phuul miri qabr par chaḌha kar ke

tire ghamon ki hararat men TuuT kar janan

sharab pi raha huun talḳhiyan mila kar ke

khaḌa hai samne mere ḳhulus ka paikar

main ḳhush bahut huun use zindagi men pa kar ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adil-hayat

Bagule Shor Karte Hain

poet

Aah Ai Yar Kya Karun Tujh Bin

poet

Kab Mohabbat Se Dekhte Hain Mujhe

Na to Hum Bahr Se Waqif Na suKHan Jaante Hain

allama-iqbal

Mita diya Mere Saqi Ne Aalam-E-Man-O-Tu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet