• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawa Jab Kisi Ki Kahani Kahe Hai

Hawa Jab Kisi Ki Kahani Kahe Hai

hava jab kisi ki kahani kahe hai

na.e mausamon ki zabani kahe hai

fasana hai jismon ka be-shak zamini

magar ruuh to asmani kahe hai

tujhe chal zara sa main miTha bana duun

samundar se dariya ka paani kahe hai

Dasa rat-jagon ne hai ḳhvabon ko phir se

sulagti hui rat-rani kahe hai

laTen chand chandi ki baḳhshin tujhe ja

vida.a leti mujh se javani kahe hai

hai chaḌhne lagi phir se Dhalti hui umr

tiri shirt ye za.afrani kahe hai

na.i baat ho ab na.e giit chheḌo

guzarti ghaḌi har purani kahe hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sab KHalaon Ko KHalaon Se Bhigo Sakta Hai

faiz-ahmad-faiz

Ek Naghma Karbala-E-Beirut Ke Liye

poet

Apni Marzi Ka ruKH Main Apnaun

poet

Jaan-Ba-Lab Hasrat-O-Arman Pe Rona Aaya

abdul-mannan-tarzi

dil Ki Parwaz Hai La-Makan Tak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet