• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hath Mein Le Ke Na Khanjar Baithiye

Hath Mein Le Ke Na Khanjar Baithiye

poet

haath men le ke na khanjar baithiye

qatl karna hai to bas kar baithiye

baar dar tak bhi nahin aur shauq ye

bazm men un ke barabar baithiye

uthiye ai shor-e-fughan par is tarah

naqsh ki manind dil par baithiye

ho chuki tazim dushman ki kahin

ai ziyarat-gah-e-mahshar baithiye

zoaf taari ho to kyuun kar lotiye

jaan muztar ho to kyuun kar baithiye

ye koi daftar nahin sun lijiye

hal-e-dil kahta huun dam-bhar baithiye

hazrat-e-dil kucha-e-qatil ka azm

roiega sar pakad kar baithiye

roe jangal men bahut ab ji men hai

ghar bithane ke liye ghar baithiye

khinch maara ek patthar baat men

us sanam ke paas patthar baithiye

khaak chhani ishq men ‘salik’ bahut

pir-o-murshid koi din ghar baithiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Dhup Se Kya Gila Hai Mujhko

Mere Bachche fuTpathon Se Adla-Badli Kar Aae Hain

Ek Pal Kahin Ruke the Safar Yaad Aa Gaya

Waise to Kam Hi Miyan Ahl-E-Junun Rote Hain

Dur Bhi Jate Hue Pas Bhi Aate Hue Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet