• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hath Ki Jumbish Se Mai Chhalki Paimane Badnam Hue

Hath Ki Jumbish Se Mai Chhalki Paimane Badnam Hue

poet

haath ki jumbish se mai chhalki paimane badnam hue

ḳhud pi pi kar duniya bahki maiḳhane badnam hue

kucha-e-ulfat men jo aaya kho ke numud-o-nam gaya

divane divane Thahre farzane badnam hue

hosh-o-ḳhirad ke charchon men likkhe ka bharam bhi qaa.em tha

dida-o-dil ki baton men ab afsane badnam hue

shab biite jab sham-e-farozan ki zau-kari ḳhatm hui

ḳhaak ke dhabbon se shishe par parvane badnam hue

kuchh har bad-zan kuchh vo bad-zan doshi ab kis ko Thahra.en

ulTi-sidhi baat ki pach par yarane badnam hue

badiya-gardi abla-pa.i qismat thi divanon ki

kis baa.is ai vahshat-e-dil phir virane badnam hue

daur nashili ankhon ka to roke se bhi ruk na saka

lekin chashm-e-kaif-agin ke mastane badnam hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jigar-moradabadi

Har Haqiqat Ko Ba-Andaz-E-Tamasha dekha

Ramz-Ashna-E-Fasl-E-Bahaaran Koi Na Tha

poet

Wo KHamushi Hai Ki KHud Se Dara Hua Hun Main

Abas Wajud Ka Dukh Tangi-E-Hayat Ka Dukh

ahmad-nadeem-qasmi

Phir Bhayanak Tirgi Mein Aa Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet