• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hasil-E-Fan Hai Bas Kalam Ki dad

Hasil-E-Fan Hai Bas Kalam Ki dad

maryam-naz

hasil-e-fan hai bas kalam ki daad

varna milti hai sab ko naam ki daad

kis qadar be-rukhi se milta hai

dushman-e-jan tire salam ki daad

jurm ghurbat pe ja ke lagta hai

vaise banti hai is nizam ki daad

khubsurat hai kaenat bahut

khaliq-e-husn-e-intizam ki daad

ishq milta hai hijr ke hi evaz

ai dukan-dar tere daam ki daad

mai-kade se nikalte milti hai

hosh valon ko mere jaam ki daad

aap ne naqs to nikala nahin

aap ki daad kab hai kaam ki daad

sahti rahti huun vahshaten ‘mariyam’

subh milti hai mujh ko shaam ki daad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kya Kahun Kab Dhuan Nahin uThta

Huk uThti Hai Mere Qalb Ki Gahrai Mein

poet

Asiri Be-Maza Lagti Hai Bin-Sayyaad Kya Kije

khanDar Ye Phir Basane Ka Irada Hi Nahin Tha

Un Ka Barbaad-E-Karam Kahne Ke Qabil Ho Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet