• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Harza-Sarai Bain-E-suKHan Aur baDh Gai

Harza-Sarai Bain-E-suKHan Aur baDh Gai

harza-sara.i bain-e-suḳhan aur baḌh ga.i

sasta hua to qimat-e-fan aur baḌh ga.i

jaana ki dost hi tha masiha ke ruup men

dil par rakha jo haath jalan aur baḌh ga.i

jaane kahan se aa.i thi kal raat ko hava

khiḌki khuli to ghar men ghuTan aur baḌh ga.i

pahle hi hath-paon hasin kam na the magar

rang-e-hina se un ki phaban aur baḌh ga.i

yaum-e-jaza men fitna-e-mahshar ki ḳhair ho

pahle hi jo thi sarv-badan aur baḌh ga.i

sahra ko dekhne ka to bachpan se shauq tha

dil ko laga liya to lagan aur baḌh ga.i

vo to mire manane se ‘aḳhtar’ bigaḌ ga.e

mathe pe ek gahri shikan aur baḌh ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tu Hai Mani Parda-E-Alfaz Se Bahar to Aa

Na-Ehtiram Ka Bas Ehtiram Kar baiThe

Sufi

Aankhon Mein Hain Jo Khwab Koi Jaanta Nahin

kishwar-naheed

Kashid Shab

Main Jis Ko Bhul Jaane Ka Irada Kar Raha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet