• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Samt Zindagi Ka Tamasha Bhi KHub Hai

Har Samt Zindagi Ka Tamasha Bhi KHub Hai

poet

har samt zindagi ka tamasha bhi ḳhuub hai

duniya bhi ḳhuub raunaq-e-duniya bhi ḳhuub hai

jis shahr men kisi ko kisi ki ḳhabar nahin

us shahar-e-la-javab men jiina bhi ḳhuub hai

mai-ḳhana-e-hayat ka ahval kya likhun

saaqi bhi ḳhuub saghar-e-sahba bhi ḳhuub hai

pi kar sharab gum main rahun apne hosh men

ai zindagi ye tera taqaza bhi ḳhuub hai

dekha hai main ne us ke ziyan men bhi fa.eda

bazar-e-arzu ka ḳhasara bhi ḳhuub hai

hoti hai avvalin hi mulaqat-e-aḳhiri

insan ka ye maut se rishta bhi ḳhuub hai

muddat se chal raha huun magar tai na kar saka

‘shahid’ ye rah-e-rast-e-tamanna bhi ḳhuub hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ghaflat Ajab Hai Hum Ko dam Jis Ka Marte Hain

poet

Maza Hai Imtihan Ka Aazma Le Jis Ka Ji Chahe

shad-azimabadi

Jise Pala Tha Ek Muddat Tak Aaghosh-E-Tamanna Mein

poet

Rone Mein Abr-E-Tar Ki Tarah Chashm Ko Mere Josh Hai

poet

Nishat-E-Manzil-E-Qalb-O-Nazar Ko Yaad Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet