• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Harim-E-Naz Se Aata Hai Bahra-War Koi

Harim-E-Naz Se Aata Hai Bahra-War Koi

harim-e-naz se aata hai bahra-var koi

dil a.ina pe liye naqsh-e-fi-hajar koi

hisar-e-dard ki uncha.i baḌhti jaati hai

ḳhushi ki andhiyan aa kar bana.en dar koi

paḌa hai yadon ke hujre men qufl muddat se

hanuz deta hai dastak si mo’atabar koi

chamakti raah to nazron se hai abhi ojhal

charagh-e-charḳh ki milti nahin ḳhabar koi

ye shaam Daale hue tan pe surma.i chadar

gila karegi siyah-shab se muḳhtasar koi

tamam ḳhvahishen ḳhashak men huiin tabdil

ghaḌi men sho.ala na kar de kahin sharar koi

tiri zaban se lipTi hai chashni-e-havas

kahan se aa.e tiri baat men ‘asar’ koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Bahte Ashkon Mein Zaiqa Nahin Hoga

qateel-shifai

dil Jalta Hai Sham Sawere

Sunta Nahin Hai Dil to Us Bewafa Ki Baaten

poet

Zakhm-e-dil Hum dikha Nahin Sakte

pakDi Na Thi Kitab Ki Ustad Ho Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet