• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Harim-E-Jabr Mein KHamosh Bhi Raha Na Gaya

Harim-E-Jabr Mein KHamosh Bhi Raha Na Gaya

harim-e-jabr men ḳhamosh bhi raha na gaya

safir-e-shab ko naqib-e-sahar kaha na gaya

ajiib kaifiyat-e-karb hai fazaon men

gulon ne barha chaha magar hansa na gaya

shab-e-sitam ka bayan jurm hi sahi kiije

guman na ho ki sar-e-bazm kuchh kaha na gaya

ḳhayal-e-ḳhatir-e-saqi ki ḳhair rindon men

kahin bhi tazkira-e-tishnagi suna na gaya

dayar-e-ishq hai goya dayar-e-karb-o-bala

yahan se uTh ke koi dard-ashna na gaya

ajab tarah ke musafir the ham ki baiTh rahe

bhaTak ke raah se do gaam bhi chala na gaya

hazar marhala-e-jabr se hue do-char

dil-e-‘shamim’ se jiine ka hausla na gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Ek Shai Se Mohabbat Ki Rishta-Dari Rakh

Kaise Amir Kis Ke Gada Tajdar Kya

Aane Wale Sal Ki Sari Sundar shaMein Tere Nam

Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai

waseem-barelvi

Kya Bataun Kaisa Khud Ko dar-Ba-dar Maine Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet