• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Harif-e-Gardish-e-Ayyam To Bane Hue Hain

Harif-e-Gardish-e-Ayyam To Bane Hue Hain

akbar-hameedi

harif-e-gardish-e-ayyam to bane hue hain

vo aenge nahin aenge ham saje hue hain

baḌa hi ḳhushiyon bhara hansta-basta ghar hai mira

isi liye to sabhi qumqume jale hue hain

vo ḳhud-pasand hai ḳhud ko hi dekhna chahe

so us ke charon taraf aaine lage hue hain

ye kis hasin ki savari guzarne vaali hai

jo kaenat ke sab raste saje hue hain

mahak rahi hai faza us badan ki ḳhushbu se

chaman hara-bhara hai phuul bhi khile hue hain

main us ki samt men ḳhud rasta bana.unga

vagarna us ki taraf raste bane hue hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sah Chuka Tirgi Na Wapas Aa

Wo Pari-Zad Hai Ye Sab Ko Dikhana Tha Mujhe

Zard peDon Pe Sham Hai Giryan

Nam Hi Rah Gaya Ek Anjuman-Arai Ka

Dil Mein Jo Mohabbat Ki Raushni Nahin Hoti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet