• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har sans Mahakta Hua Ehsas Hai Zinda

Har sans Mahakta Hua Ehsas Hai Zinda

har saans mahakta hua ehsas hai zinda

dil men tire milne ki abhi aas hai zinda

ashkon ne koi jis pe ibarat nahin chhoḌi

mahsus ye hota hai vo qirtas hai zinda

ab jaam nahin zahr ka pyala hai zaruri

pyase ko gila hai ki abhi pyaas hai zinda

dharti men jaḌen gaaḌ ke sar apna uTha.e

barish ke tasavvur men hari ghaas hai zinda

be-jan samajh kar jise vo chhoḌ gaya tha

‘ma.asum’ vo tasvir mire paas hai zinda

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Agar Tu Sath Chal Padta Safar Aasan Ho Jata

asif-ud-daula

Jab Se Mere dil Mein Aa Kar Ishq Ka Thana Hua

Kis Se Wafa Ki Hai Umid Kaun Wafa-Shiar Hai

poet

Kabhi Jo Nur Ka Mazhar Raha Hai

MAHMUD SHABISTARI

Sawal – Che Khwahad Mard Mani Jaan Ibarat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet