• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Qadam Sail-E-Hawadis Se Bachaya Hai Mujhe

Har Qadam Sail-E-Hawadis Se Bachaya Hai Mujhe

har qadam sail-e-havadis se bachaya hai mujhe

kabhi dil men kabhi ankhon men chhupaya hai mujhe

aur sab log to mai-ḳhane se ghar lauT ga.e

mehrban raat ne siine se lagaya hai mujhe

har hasin anjuman-e-shab mujhe dohrati hai

jaane kis mutrib-e-ashufta ne gaaya hai mujhe

sang-sazon ne tarasha hai mire paikar ko

tum ne kya soch ke patthar pe giraya hai mujhe

aane valon men koi apna shanasa hota

surat-e-farsh-e-dil-o-dida bichhaya hai mujhe

kachchi divaron ko paani ki lahar kaaT ga.i

pahli barish hi ne barsat ki Dhaya hai mujhe

main jiya ishq ki ik zinda alamat ban kar

dastan-goyon ne raton ko sunaya hai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zawiya Koi Nahin Hum Ko Milane Wala

Adhuri Qurbaton Ke KHwab Aankhon Ko Dikha Jaana

Zindagi Ke Tilism paDh Raha Hun

Malum Agarche Hai Ki Mausam Ye kaDa Hai

tasneem-abidi

Be-Talab Kar Ke Zarurat Bhi Chali Jae Agar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet