• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Qadam Champai Phulon Ke Khilane Wale

Har Qadam Champai Phulon Ke Khilane Wale

poet

har qadam champa.i phulon ke khilane vaale

gum na ho jaa.en tiri raah men jaane vaale

phir baḌe zor se darvaza koi band hua

phir kaha dil ne abhi a.enge aane vaale

umr-bhar DhunDte-phirte rahe apni avaz

teri avaz men avaz milane vaale

chand Thahra sa hava band si patte chup se

so rahe ja ke kahin pyaar jagane vaale

aur agar main ne tujhe dekhna chaha hi na ho

munh udhar pher ke ai aankh churane vaale

kya koi mere siva mil na saka mera harif

meri gardan men mire haath pahnane vaale

vo bhi majbur hai ai ashk’ sune kis kis ki

ek sunne ko to lakhon hi sunane vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

KHun Mein Dube Suraj Ki Kirnon Mein Yahi Sangit Hai Yaro

Aisa Nahin Duaon Mein Manga Nahin Tujhe

poet

Aah Wo Kaun Tha Khuda Mara

Ibraton Ke Har Ek Bayan Mein Hun

Baadshah-E-Waqt Koi Aur Koi Majbur Kyun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet