• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hazaron Gham Hain Is Manzil Mein Manzil Dekhne Wale

Hazaron Gham Hain Is Manzil Mein Manzil Dekhne Wale

hazaron gham hain is manzil men manzil dekhne vaale

kaleja thaam le apna mira dil dekhne vaale

ye dil valon ko ta.alim-e-sujud pa-e-janan hai

sar-e-har-mauj ko barpa-e-sahil dekhne vaale

har ik zarre men poshida hai ik tughyan-e-mad.hoshi

sambhal kar dekhna paimana-e-dil dekhne vaale

miTata ja raha huun naqsh-e-pa sahra-navardi men

kahan DhunDenge mujh ko meri manzil dekhne vaale

tere dil men hazaron mahfilen jalvon ki pinhan hain

falak par anjum-e-taban ki mahfil dekhne vaale

fishar-e-zabt se laila kahin majnun na ho jaa.e

na dekh ab su-e-mahmil su-e-mahmil dekhne vaale

kisi ka aks huun ‘ehsan’ mura.at-e-haqiqat men

mujhe samjhenge kya tasvir-e-batil dekhne vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

wajid-ali-shah-akhtar

Pada Hai Panw Mein Ab Silsila Mohabbat Ka

Zindagi Naqsh-E-Ab Hai Logo

Ho Chuki Hijrat to Phir Kya Farz Hai Ghar Dekhna

poet

Rakhna KHam-E-Gesu Mein Ya Dil Ko Riha Karna

ismail-merathi

Nasihat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet