• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Koi Milta Hai Ban Kar Diwar

Har Koi Milta Hai Ban Kar Diwar

har koi milta hai ban kar divar

TuuT ja.egi magar har divar

main bhi taqsim na ho ja.un kahin

uTh rahi hai mire andar divar

har bala sidhi chali aati hai

koi hoti mire bahar divar

chhoḌ kar ja.un kahan bachchon ko

ab to hai mere liye ghar divar

dhuup se ham ko bachane ke liye

roz phailati rahe par divar

phir jazire na mile aapas men

raste men hai samundar divar

main sunata raha dukhḌe ‘ḳhavar’

aur roti rahi shab bhar divar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Surat Kitab Se Nikle

Raqs Kiya Kabhi Shor Machaya Pahli Pahli Barish Mein

aanis-moin

Kitne Hi Ped Khauf-e-Khizan Se Ujad Gae

Hum Apne Ishq Ki Babat Kuchh Ehtimal Mein Hain

Gali Mein Husn Ki Jo Naqsh-E-Pa Chamakta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet