• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Kisi KHwab Ke Chehre Pe Likhun Nam Tera

Har Kisi KHwab Ke Chehre Pe Likhun Nam Tera

har kisi ḳhvab ke chehre pe likhun naam tira

main use apna hunar samjhun ki in.aam tira

titliyan phuul men kya DhunDhti rahti hain sada

kya kahen bad-e-saba rakh ga.i paigham tira

jis tarah rang-e-shafaq jhiil men ghul jaata hai

aks-e-lab aise utarta hai tah-e-jam tira

raat aa.egi to dikhla.ega kuchh aur hi rang

vo jo din bhar to paraya laga aur shaam tira

faqat is soch men haath uThte nahin vaqt-e-dua

main bhala kis tarah samjha.un tujhe kaam tira

taqche gosha-e-dil fikr-o-amal chhan chuke

kisi halat men bhi milta nahin islam tira

sham.a bujhti hai to duniya men sahar hoti hai

ai suḳhan-var tira aghaz hai anjam tira

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gar Kabhi Fursat Mile To

Ata-E-Gham Pe Bhi KHush Hun Meri KHushi Kya Hai

Har Samt Raushni Thi Jidhar Bhi Nazar uThi

afzal-ahmad-syed

Koi Na Harf-e-Nawed-O-Khabar Kaha Usne

Har Haqiqat Ko Guman Tak Sochun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet