• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Ek Shab Ke Guzarne Pe Muskuraati Hai

Har Ek Shab Ke Guzarne Pe Muskuraati Hai

har ek shab ke guzarne pe muskurati hai

ye zindagi yuun mujhe hausla dilati hai

tumhare hathon ne thama hai jab se haath mira

har ek samt se ThanDi hava hi aati hai

jidhar bhi ja.un kisi samt bhi chalun chahe

hai jo bhi raah mujhe tum se hi milati hai

sunenge tujh ko bhi gar mil ga.i hamen fursat

tu itna shor kyuun ai zindagi machati hai

zamane bhar men mire aib uchhalne vaale

tiri ye baat mujhe har ghaḌi rulati hai

agarche der hui manzilon ko paane men

‘hina’ har ek qadam azm se uThati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gaya Ki Sail-E-Rawan Ka Bahaw Aisa Tha

poet

Waqt Ke Kan Kaun Bhar Raha Hai

poet

Baghair Yar Gawara Nahin Kabab Sharab

KHuda Ko DhunD Raha Tha Kahin KHuda Na Mila

abdul-ahad-saaz

Pas-e-Taqrib-e-Mulaqat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet