• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Ek sans Hi Hum Par Haram Ho Gai Hai

Har Ek sans Hi Hum Par Haram Ho Gai Hai

har ek saans hi ham par haram ho ga.i hai

ye zindagi to koi intiqam ho ga.i hai

jab aa.i maut to rahat ki saans li ham ne

ki saans lene ki zahmat tamam ho ga.i hai

kisi se guftugu karne ko ji nahin karta

miri ḳhamoshi hi mera kalam ho ga.i hai

parinde hote to Daali pe lauT bhi jaate

hamen na yaad dilao ki shaam ho ga.i hai

idhar to roz ke marne se hi nahin fursat

udhar vo zindagi fursat ka kaam ho ga.i hai

hazaron ansuon ke ba.ad ik zara si hansi

kisi gharib ki mehnat ka daam ho ga.i hai

bana na paa.i kabhi adaton ko apna ghulam

ye zindagi to ḳhud un ki ghulam ho ga.i hai

purani yadon ne jab bhi laga liya phera

is ujḌe dil men baḌi dhum-dham ho ga.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ruswa Bhi Hue Jam paTakna Bhi Na Aaya

Chhanw Auron Ke Liye Hai to Samar Auron Ke

Sufi

Kya Kahin Kya Ye Jahan-e-Guzaran Lagta Hai

Sheikh Saadi

Story 18 – The Morals Of dervishes – Gulistaan-e-Sa.Adii

poet

Nafs Namrud Hai Kya Hona Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet