• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Ek Qadam Pe Jo Pursan-E-Haal Chahiye Tha

Har Ek Qadam Pe Jo Pursan-E-Haal Chahiye Tha

nusrat-mehdi

har ik qadam pe jo pursan-e-hal chahiye tha

to phir use bhi hamara khayal chahiye tha

vo rishte-naton ko rasman nibhane aaya tha

hamen dilon ka taalluq bahal chahiye tha

bulandiyon pe tavazun na rah saka qaaem

yahan uruuj ko thoda zaval chahiye tha

ghazal to aap se le leti padh bhi deti magar

mujhe adab men bhi rizq-e-halal chahiye tha

kamal par hai ye ehsas in dinon ‘nusrat’

koi hamen bhi yahan ba-kamal chahiye tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tamam Umr Safar Ka Samar Milega Mujhe

ahmad-nadeem-qasmi

Agar Hai Jazba-E-Tamir Zinda

poet

Aai Eid Wa Dil Mein Nahin Kuchh Hawa-E-Eid

Sahra Sagar Sab Pani

nazeer-akbarabadi

Muflisi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet