• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Dastak Koi Thokar Nahin Hai

Koi Dastak Koi Thokar Nahin Hai

koi dastak koi Thokar nahin hai

tumhare dil men shayad dar nahin hai

use is dasht ka kya ḳhauf hoga

vo apne jism men ho kar nahin hai

miyan kuchh ruuh Daalo sha.iri men

abhi manzar men pas-manzar nahin hai

tiri dastar tujh ko Dho rahi hai

tire kandhon pe tera sar nahin hai

ise la.anat samajhiye a.inon par

kisi ke haath men patthar nahin hai

ye duniya asman men uḌ rahi hai

ye lagti hai magar be-par nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jagti Haqiqat Tak Rasta Hai KHwabon Ka

Amman Se Mile Biwi Ke Zewar Ki Tarah Hai

Hathon Ki Be-Rang Lakiren paDh Lena

poet

Shabih-E-Khanjar-E-Qatil Bana Kar

ahmad-faraz

Har Koi Turra-E-Pechaak Pahan Kar Nikla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet