• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Ek KHaliya Ko Aaina Ghar Banate Hue

Har Ek KHaliya Ko Aaina Ghar Banate Hue

har ek ḳhaliya ko a.ina ghar banate hue

bahut baTa huun badan mo’tabar banate hue

mere nuzul men saat asman ki gardish hai

utar raha huun dilon men bhanvar banate hue

adam ki rag men jo ik lahar hai vahin se kahin

guzar gaya huun safar muḳhtasar banate hue

miri hatheli pe Thahra hai irtiqa ka bahao

jahan ki ḳhaak se apna khanDar banate hue

ki do jahan ke isbat main ne phunke hain

tere sadaf men nafi ka guhar banate hue

jaga.un kis ke manazir ufuq ki ankhon men

ki main hi ḳhvab hua huun nazar banate hue

‘riyaz’ phir se bhaTakta hai jugnuon ki tarah

kisi ki raat men dil ko sharar banate hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aarzu Thi Ki Tera Dahr Bhi Shohra Howe

shah-naseer

Jun Zarra Nahin Ek Jagah Khak-Nashin Hum

poet

Jab uThe Tere Aastane Se

poet

Ta-dasht-E-Adam Aah-E-Rasa Le Gai Mujhko

Dard Hi Deta Hai Ab Wo Na Dawa Deta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet