• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Ek Ghar Mein diya Bhi Jale Anaj Bhi Ho

Har Ek Ghar Mein diya Bhi Jale Anaj Bhi Ho

nida-fazli

har ek ghar men diya bhi jale anaaj bhi ho

agar na ho kahin aisa to ehtijaj bhi ho

rahegi vaadon men kab tak asiir khush-hali

har ek baar hi kal kyuun kabhi to aaj bhi ho

na karte shor-sharaba to aur kya karte

tumhare shahr men kuchh aur kam-kaj bhi ho

hukumaton ko badalna to kuchh muhal nahin

hukumaten jo badalta hai vo samaj bhi ho

badal rahe hain kai aadmi darindon men

maraz purana hai is ka naya ilaaj bhi ho

akele gham se nai shairi nahin hoti

zaban-e-‘mir’ men ‘ghalib’ ka imtizaj bhi ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

baDa Be-Dad-Gar Wo Mah-Jabin Hai

poet

Nisar-E-Shama Hone Bazm Mein Parwana Aa Pahuncha

Nikalo Koi to Surat Ki Tirgi Kam Ho

poet

Dast-E-Wahshat Mein Gareban Sa Hun

poet

Mili Na Fursat Jahan Ho Ghash Se Uthi Jo Kuchh Bhi Naqab-E-Ariz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet