• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har-Chand Meri Quwwat-E-Guftar Hai Mahbus

Har-Chand Meri Quwwat-E-Guftar Hai Mahbus

sahir-ludhianvi

har-chand miri quvvat-e-guftar hai mahbus

khamosh magar tab-e-khud-ara nahin hoti

mamura-e-ehsas men hai hashr sa barpa

insan ki tazlil gavara nahin hoti

nalan huun main bedari-e-ehsas ke hathon

duniya mire afkar ki duniya nahin hoti

begana-sifat jada-e-manzil se guzar ja

har chiiz saza-var-e-nazara nahin hoti

fitrat ki mashiyyat bhi badi chiiz hai lekin

fitrat kabhi be-bas ka sahara nahin hoti

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Din Ke Haare Hue Jab Sham Ko Ghar Jate Hain

sheikh-ibrahim-zauq

Nigah Ka War Tha dil Par Phadakne Jaan Lagi

Hae Sharm-E-Dilbari Us Dilruba Ke Hath Hai

poet

Agar in Bazuon Mein Dam Nahin Hai

Kahun Kis Se Raat Ka Majra Nae Manzaron Pe Nigah Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet