• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hanso To Rang Hun Chehre Ka Rowo To Chashm-E-Nam Mein Hun

Hanso To Rang Hun Chehre Ka Rowo To Chashm-E-Nam Mein Hun

obaidullah-aleem

hanso to rang huun chehre ka rovo to chashm-e-nam men huun

tum mujh ko mahsus karo to har mausam men huun

chaha tha jise vo mil bhi gaya par khvab bhare hain ankhon men

ai mere lahu ki lahar bata ab kaun se main aalam men huun

log mohabbat karne vaale dekhenge tasvir apni

ek shua-e-avara huun aina-e-shabnam men huun

us lamhe to gardish-e-khun ne meri ye mahsus kiya

jaise sar pe zamin uthae ik raqs-e-paiham men huun

yaar mira zanjiren pahne aaya hai bazaron men

main ki tamasha dekhne vaale logon ke matam men huun

jo likkhe vo khvab mire ab ankhon ankhon zinda hain

jo ab tak nahin likh paaya main un khvabon ke gham men huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho

nazeer-akbarabadi

Mahbub Ne Pairahan Mein Jab Itr Mala

Wo Agar Bewafa Nahin Hota

Badan Mein Awwalin Ehsas Hai Takanon Ka

Sufi

Ba-Wasf-e-Shauq Bhi dil Ka Kaha Nahin Karte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet