• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Han Ye Badli Kali Kali Jaegi

Han Ye Badli Kali Kali Jaegi

haan ye badli kaali kaali ja.egi

pak-bazon men bhi Dhali ja.egi

tauba ki rindon men gunja.ish kahan

jab ye aa.egi nikali ja.egi

kuchh bala-nosh aa ga.e bhaTTi men shaiḳh

teri botal aaj ḳhali ja.egi

phuul kya Daloge turbat par miri

ḳhaak bhi tum se na Daali ja.egi

ja.iye ham apna bahla lenge dil

dil-lagi koi nikali ja.egi

aa.e bhi to vo ‘mubarak’ aa.e kya

jaane ki tamhid Daali ja.egi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Saneha Tha Mulaqat Aur Baqi Hai

Jo Maze Aaj Tere Gham Ke Azabon Mein Mile

Kiya Gardishon Ke Hawale Use Chaak Par Rakh Diya

jaun-eliya

Sharm dahshat Jhijhak Pareshani

Apni Har Haar Pe Ek Jashn Manate Rahiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet