• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamrah Mere Koi Musafir Na Chala Tha

Hamrah Mere Koi Musafir Na Chala Tha

shabnam-shakeel

hamrah mire koi musafir na chala tha

dhoka mujhe khud apni hi aahat se hua tha

masdud hui jis ki har ik raah sarasar

us saf men mujhe la ke khada kis ne kiya tha

jumbish hi se honton ki jo kuchh samjho to samjho

us gung mahl men to bas itna hi rava tha

tamir hue ghar to gae jaane kahan vo

jin khana-ba-doshon ka yahan khema laga tha

dhundlae khad-o-khal gar us ke to ajab kya

dekhe hue yuun bhi use yug biit gaya tha

shab shola-ba-daman to sahar sokhta-saman

do ruup badalta tha ajab vo bhi diya tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Badan Ki Mauj Mein angDaiyan Ulajh Jaen

ismail-merathi

Bain Hama-Sadgi Hai Purkari Bhi

Doston Ko Meri Zarurat Hai

Kabhi Suraj Hai Kabhi Zohra-Jamalon Jaisa

Na Koi Dhul Na Manzil Na Rasta Dil Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet