• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Hamesha der Kar deta Hun

Hamesha der Kar deta Hun

muneer-niyazi

hamesha der kar deta huun main har kaam karne men

zaruri baat kahni ho koi vaada nibhana ho

use avaz deni ho use vapas bulana ho

hamesha der kar deta huun main

madad karni ho us ki yaar ki dharas bandhana ho

bahut derina raston par kisi se milne jaana ho

hamesha der kar deta huun main

badalte mausamon ki sair men dil ko lagana ho

kisi ko yaad rakhna ho kisi ko bhuul jaana ho

hamesha der kar deta huun main

kisi ko maut se pahle kisi gham se bachana ho

haqiqat aur thi kuchh us ko ja ke ye batana ho

hamesha der kar deta huun main har kaam karne men…..

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Phul Gham Ke Khile Rahe Barson

Suno Dariya Ki Duhai Sahab

poet

Zikr-E-Dushman Hai Nagawar Kise

Koi Sune Na Sune Arz-E-Haal Karta Ja

Bujh Gae Sare Mahtab Tere

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet