• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamein Usne Sabhi Ahwal Se Anjaan Rakkha

Hamein Usne Sabhi Ahwal Se Anjaan Rakkha

hamen us ne sabhi ahval se anjan rakkha

hamare aur apne biich parda taan rakkha

kabhi hadd-e-nazar men aur kabhi imkan se bahar

hamen to us ne saari zindagi hairan rakkha

miri parvaz ki had janta tha is liye bhi

mire uupar ye niila asman nigran rakkha

zara rukna ki main is bojh se azad ho luun

ki taq-e-dil men hai duniya ka kuchh saman rakkha

mohabbat ki qasam vo mujh se lena chahta tha

so in hathon pe la ke ‘mir’ ka divan rakkha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Nigahen laDin Nigahon Se

Tu Nahin Tera Istiara Nahin

Lafzon Ke Siyah Pairahan Mein lipTi Hui Kuchh Tanwiren Hain

jigar-moradabadi

Yaad

Gareban Chaak Karne Se Hamein Fursat Bhi Milti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet