• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankh Ki Ye Ek Hasrat Thi Ki Bas Puri Hui

Aankh Ki Ye Ek Hasrat Thi Ki Bas Puri Hui

shahryar

aankh ki ye ek hasrat thi ki bas puuri hui

ansuon men bhiig jaane ki havas puuri hui

aa rahi hai jism ki divar girne ki sada

ik ajab khvahish thi jo ab ke baras puuri hui

is khizan-asar lamhe ki hikayat hai yahi

ik gul-e-na-afrida ki havas puuri hui

aag ke shoalon se saara shahr raushan ho gaya

ho mubarak arzu-e-khar-o-khas puuri hui

kaisi dastak thi ki darvaze muqaffal ho gae

aur is ke saath rudad-e-qafas puuri hui

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Har Ek Baat Kisi Baat Par Hai Goya Tanz

riyaz-khairabadi

Hans Ke Paimana diya Zalim Ne Tarsane Ke Baad

Haya to Us Se Sharmati Bahut Hai

poet

Yaad-E-Khuda Se Aaya Na Iman Kisi Tarah

Rishton Ki Kaenat Mein simTi Hui Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet