• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamari Zist Ka Ek Ek Bab Khul Jae

Hamari Zist Ka Ek Ek Bab Khul Jae

hamari ziist ka ik ek baab khul jaa.e

ḳhudaya ham pe hamari kitab khul jaa.e

phir is ke ba.ad ye dasht-o-daman bhala kya hain

jo ghaur-o-fikr karen aftab khul jaa.e

zamin pe rasta aa.e nazar to kya hai ajab

ye rasta to miyan zer-e-ab khul jaa.e

ḳhatib chiḳhta hai roz hi sar-e-mimbar

majal kya hai jo ham par ḳhitab khul jaa.e

na jaane kab se dar-e-ḳhvab par hai qufl paḌa

ḳhudaya ab to koi ham pe baab khul jaa.e

hamare farz ka daftar to khol Daala hai

varaq huquq ka bhi ik janab khul jaa.e

‘obaid’ dena hai ham sab ko imtihan ik din

dua.en kiije ki ham par nisab khul jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qalb Ka Ehtijaj Hota Hai

Zulf-E-Dauran Hai Kahan Saya-Fagan Mere Baad

poet

Shab Ko Nala Jo Mera Ta-Ba-Falak Jata Hai

poet

Ubhar Aaya ruKH Par Haya Ka Nagina

Use Mana Kar Ghurur Us Ka baDha Na Dena

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet