• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chalo Farar-e-Khudi Ka Koi Sila To Mila

Chalo Farar-e-Khudi Ka Koi Sila To Mila

abhinandan-pandey

chalo farar-e-khudi ka koi sila to mila

hamin mile nahin us ko hamen khuda to mila

nashat-e-qarya-e-jan se juda hui khushbu

safar kuchh aisa hai ab ke koi mila to mila

hamare baad rivayat chali mohabbat ki

nizam-e-alam-e-hasti ko falsafa to mila

jo chhod aae the taskin-e-dil ke vaste ham

tumhen ai jan-e-tamanna vo naqsh-e-pa to mila

saval aa gae ankhon se chhin ke honton par

hamen javab na dene ka faeda to mila

ye ah-o-girya-o-zari kahin to kaam aai

hava-e-dasht ko paani ka zaiqa to mila

namaz-e-asr nahin padh saki miri vahshat

junun-e-ishq ko maidan-e-karbala to mila

phir is ke baad baramad na ho saka kuchh bhi

hamare aankh men jalta hua diya to mila

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

wali-mohammad-wali

dekhna Har Subh Tujh Rukhsar Ka

abid-wadood

Waqt Ke Sath Zindagi Ka dukh

Hayat Apni Sanwarun Khuli Kitab Karun

Charagh Jab Se Mere Tirgi Se Haar Gae

poet

Mahw-E-Didar-E-Yar Hun Chup Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet