• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamari Gardish-E-Pa Raston Ke Kaam Aai

Hamari Gardish-E-Pa Raston Ke Kaam Aai

hamari gardish-e-pa raston ke kaam aa.i

kahin pe sub.h hui aur kahin pe shaam aa.i

giran guzarne laga tha sukut-e-mai-ḳhana

bahut dinon men sada-e-shikast-e-jam aa.i

kahan pe TuuTa tha rabt-e-kalam yaad nahin

hayat duur talak ham se ham-kalam aa.i

kisi ko tera tabassum mila kisi ko ada

hamare naam tiri sohbaton ki shaam aa.i

vahin pe barsa hai badal jahan hava ne kaha

hamari chhat pe to barish bara.e-nam aa.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rakhta Nahin Hai Dasht Sarokar Aab Se

Jab Tera Intizar Hota Hai

Hath Mein Apne Abhi Tak Ek Saghar Hi to Hai

afroz-rizvi

Tujhse Talluqat Ki Tajdid Ke Liye

poet

Kaif-E-Hayat Tere Siwa Kuchh Nahin Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet