• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamare KHwab Hamari Pasand Hote Gae

Hamare KHwab Hamari Pasand Hote Gae

hamare ḳhvab hamari pasand hote ga.e

ham apne a.ina-ḳhanon men band hote ga.e

ye kya hua ki ba-in-jism us se milte rahe

magar firaq ke sadme do-chand hote ga.e

har ek fat.h pe maghrur ho raha tha vo

har ik shikast pe ham ḳhud-pasand hote ga.e

ham aise bikhre ki apne hi kaam na aa sake

kisi ke haq men magar sud-mand hote ga.e

kisi ki bala-qadi ke shikoh ki zid men

ham apne qad se ziyada buland hote ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Ek Pauda Aur Ghas

Dhup Se Bar-Sar-E-Paikar Kiya Hai Maine

Nigah-E-Awwalin Ki Dilistani Yaad Aati Hai

Ishrat-E-Haal Mein Andesha-E-Farda Karna

Naqsh aaKHir Aap Apna Hadisa Ho Jaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet