• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamare Kaam ulTe paD Gae Hain

Hamare Kaam ulTe paD Gae Hain

hamare kaam ulTe paḌ ga.e hain

sabhi ke sard lahje paḌ ga.e hain

tumhari baat sunte hi achanak

mire sab rang phike paḌ ga.e hain

kisi tasvir par hai kaam jaari

ka.i ankhon pe halqe paḌ ga.e hain

tiri ankhon ka pichha karte karte

mire a.asab Dhile paḌ ga.e hain

tumhari kar rahen hain jab se ghibat

dar-o-divar niile paḌ ga.e hain

faqat vo muskura.e ja raha hai

tabhi to phuul saste paḌ ga.e hain

libason ki dalilen dene vaalo

yahan kirdar maile paḌ ga.e hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nahr Jis Lashkar Ki Nigrani Mein Tab Thi Ab Bhi Hai

Rahzan Hun Ki Rahnuma Hun Main

ahmad-faraz

Intisab

Manzilon Ka Nishan Kab Dega

ali-sardar-jafri

Ishq Ka Naghma Junun Ke Saz Par Gate Hain Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet