• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamare Dil Pe Jo zaKHmon Ka Bab Likkha Hai

Hamare Dil Pe Jo zaKHmon Ka Bab Likkha Hai

hamare dil pe jo zaḳhmon ka baab likkha hai

isi men vaqt ka saara hisab likkha hai

kuchh aur kaam to ham se na ho saka lekin

tumhare hijr ka ik ik azaab likkha hai

suluk nashtaron jaisa na kijiye ham se

hamesha aap ko ham ne gulab likkha hai

tire vajud ko mahsus umr bhar hoga

tire labon pe jo ham ne javab likkha hai

hua fasad to is men nahin kisi ka qusur

hava-e-shahr ne mausam ḳharab likkha hai

agar yaqin nahin to uTha.iye tariḳh

hamara naam ba-sad-ab-o-tab likkha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Akasr Is Tarah Se Bhi Raat Basar Hoti Hai

Wo Aalam Tishnagi Ka Hai Safar Aasan Nahin Lagta

Is Se Pahle Ki Koi Aur haTa De Mujhko

Marhale saKHt Bahut Pesh-E-Nazar Bhi Aae

Mujhe Kaif-E-Hijr Aziz Hai Tu Zar-E-Visal sameT Le

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet