• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ham-Safar Raaton Ke Sae Ho Gae

Ham-Safar Raaton Ke Sae Ho Gae

ham-safar raton ke saa.e ho ga.e

chand taare raston men so ga.e

qissa-e-dil men vafa ki baat par

us ne yuun dekha ki ham chup ho ga.e

tum to koi ajnabi ho ajnabi

jo hamare the vo tum kya ho ga.e

manzilen avaz de kar thak ga.iin

qafile gard-e-safar men kho ga.e

aaj tak ankhon men ik tasvir hai

go use dekhe zamane ho ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-azad-1

Koi Chaudhwin-Raat Ka Chand Ban Kar Tumhaare Tasawwur Mein Aaya To Hoga

abdul-majeed-salik

Gham Ke Hathon Mere dil Par Jo Saman Guzra Hai

Hamesha Ek Si Raftar Ho Aisa Nahin Hota

poet

Ba-Fart-E-Shauq Har Gul Mein Tere ruKH Ki Ziya Samjhe

Mohabbaton Ki Masafat Se kaT Ke Dekhte Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet