• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Halchal

Halchal

neel-ahmed

mujhe achchha nahin lagta

khada khamosh sa dariya

koi halchal ho

tufan ho

koi to badban tuute

koi to nakhuda aisa ho jo bad-e-mukhalif ko

palat de zor-e-bazu se

na kashti dagmagae us ki lahron ke talatum par

na kashti dolti jaae hava ke rukh pe sahil par

bahut girdab bhi honge

bahut bhaunchal aenge

ho aisa na-khuda ki jo bhanvar men duub na jaae

khud apni zaat ke iqan par bahar nikal aae

yaqin ho aap par to sahilon ko chhod dete hain

bharosa ho basirat par to dariya mod dete hain

yuun apne aap men tufan ki halchal macha rakkho

ki tughyani nahin aati to dariya suukh jaate hain

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo shaKHs Kaun Tha muD muD Ke Dekhta Tha Mujhe

majrooh-sultanpuri

Su-E-Maqtal Ki Pae Sair-E-Chaman Jate Hain

Rabt Paida Ho Gaya Tha

poet

Phul Apne Wasf Sunte Hain Us KHush-Nasib Se

allama-iqbal

Maktabon Mein Kahin Ranai-E-Afkar Bhi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet