• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hairan Sara Shahr Tha Jis Ki uDan Par

Hairan Sara Shahr Tha Jis Ki uDan Par

hairan saara shahr tha jis ki uḌaan par

panchhi vo phaḌ phaḌa ke gira sa.eban par

shayad usi se zehan ka jangal mahak uThe

lafzon ke gul khila.iye shaḳh-e-zaban par

kis dil ki raakh juzv-e-rag-e-sang ho ga.i

suraj-mukhi ka phuul khila hai chaTan par

ik din use zamin ki kashish khinch la.egi

kab tak rahega tera ḳhayal asman par

avaz ki mahak na kabhi qaid ho saki

pahre lage hazar gulon ki zaban par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ya Ilahi Mujhko Ye Kya Ho Gaya

Kisi Ke Haq Mein Sahi Faisla Hua to Hai

ameer-minai

Kaha Jo Maine Ki Yusuf Ko Ye Hijab Na Tha

poet

Nazar Pe baiTh Gaya Jo Ghubar Kis Ka Tha

Harf-E-Isbaat Ki Taqlid Se Aaghaz Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet