• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai Nigahon Mein Koh-E-Tur Miyan

Hai Nigahon Mein Koh-E-Tur Miyan

hai nigahon men koh-e-tur miyan

main nahin huun ḳhuda se duur miyan

vo bhi taqrir kar rahe hain jinhen

bolne ka nahin shu.ur miyan

le na Duube tiri ibadat ko

zohd-o-taqva ka ye ghurur miyan

mere munh men nahin zaban aisi

bolti jo hai ji-huzur miyan

rah ke dilli men bhi ye lagta hai

ab bhi dilli bahut hai duur miyan

ek maqtal thi mahfil-e-yaran

ham hi zulmat ko samjhe nuur miyan

ḳhuub hain sajda-reziyan teri

nafs par bhi to ho ubuur miyan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jaun-eliya

Aap Apna Ghubar The Hum To

akhtar-muslimi

Shikwa Is Ka to Nahin Hai Jo Karam chhoD Diya

poet

Jo uThi Thi Meri Taraf Kabhi Dil-E-Motabar Ki Talash Mein

Jinko Tauqir-E-Rah-O-Rasm-E-Wafa Yaad Nahin

Pattharon Mein Aaina Maujud Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet