• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dildar Usko Khwah dil-Azar Kuchh Kaho

dildar Usko Khwah dil-Azar Kuchh Kaho

sauda-mohammad-rafi

dildar us ko khvah dil-azar kuchh kaho

sunta nahin kisu ki mira yaar kuchh kaho

ghamza ada nigah tabassum hai dil ka mol

tum bhi agar ho us ke kharidar kuchh kaho

shirin ne kohkan se mangai thi ju-e-shir

gar imtihan hai us se bhi dushvar kuchh kaho

har aan aa mujhi ko satate ho naseho

samjha ke tum use bhi to yak-bar kuchh kaho

ai sakinan-e-kunj-e-qafas subh ko saba

sunte hain jaegi su-e-gulzar kuchh kaho

aalam ki guftugu se to aati hai bu-e-khun

banda hai ik nigah ka gunahgar kuchh kaho

‘sauda’ muvafaqat ka sabab janta hai yaar

samjhe mukhalif us ko kuchh aghyar kuchh kaho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dida-E-Ashk-Bar Le Ke Chale

Aag Ek Aur Laga Denge Hamare Aansu

Aansu Hai Qimti Jo Hamari Palak Mein Hai

Tanhaiyon Ka Habs Mujhe kaTta Raha

Minnat-Kash-E-Ilaj-E-Masiha Nahin Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet