• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hadon Ke Na Hone Ki Zillat Se Haare Hue

Hadon Ke Na Hone Ki Zillat Se Haare Hue

hadon ke na hone ki zillat se haare hue

abad ke mujassam kinare hamare hue

nafas ke dayaron men ghola tha ik lams hi

nikal aa.e saare falak se utare hue

ab apni nafi men zara ghota-zan ho hi len

ki sadiyan huiin ḳhud ko ḳhud se ubhare hue

para.i siyahi ki aghosh men kya mile

jo ḳhud dil ki zad par jale vo sitare hue

ḳhuda ki ḳhamoshi men shayad ho us ka vajud

zamana hua naam apna pukare hue

adhure jahanon ke tevar adhure ‘riyaz’

ye sab meri takmil ke isti.are hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sham Se Tanha khaDa Hun Yas Ka Paikar Hun Main

Bayan-E-Shauq Bana Harf-E-Iztirab Bana

ajit-singh-badal

Tum Mile To Hui Ajib Si Baat

paD Gae Kyon Mere Pichhe Hain Ajab Ustad Ji

poet

Naqsha Badal Chuka Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet