• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hadis-E-talKHi-E-Ayyam Se Taklif Hoti Hai

Hadis-E-talKHi-E-Ayyam Se Taklif Hoti Hai

hadis-e-talḳhi-e-ayyam se taklif hoti hai

sahar valon ko zikr-e-sham se taklif hoti hai

vahi kafir ki jis ka naam taskin-e-dil-o-jan tha

sitam hai ab usi ke naam se taklif hoti hai

maqam aisa bhi aata hai guzargah-e-mohabbat men

musafir ko jahan aram se taklif hoti hai

shikast-e-dil ki manzil se agar guzre to kya hoga

abhi tum ko shikast-e-jam se taklif hoti hai

‘hafiz’ ahl-e-gulistan se hamara haal mat kahna

unhen zikr-e-asir-e-dam se taklif hoti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jismon Ki Mehrab Mein Rahna paDta Hai

Har Ek Manzar Badalta Ja Raha Hai

Kahun Kya Dil uDane Ka Tera Kuchh Dhab Nirala Tha

Gham-E-Hijran Se Zara Yun Bhi Nibhai Jae

Na Sitara Na Hi Hum Shams-O-Qamar Chahte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet