• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dubne Se Bacha Raha Hai Mujhe

Dubne Se Bacha Raha Hai Mujhe

Dubne se bacha raha hai mujhe

koi sahil pe la raha hai mujhe

ek dariya hai meri ankhon men

ek sahra bula raha hai mujhe

ruuh se jism mutma.in hai to

ḳhud pe rona kyon aa raha hai mujhe

vasl ke vaqt to main tujh men tha

hijr duniya men la raha hai mujhe

mere jaisi sada.en lagti hain

koi mujh sa bula raha hai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tum Le Ke Apne Hath Mein Khanjar Na dekhna

gulzar

Khushbu Jaise Log Mile Afsane Mein

Jo Meri Aah Se Nikla Dhuan Hai Meri miTTi Ka

Mujhe Dar Hai Hanste Hanste Kahin Ro Na De Zamana

poet

Sar Kabhi Gardan Kabhi ruKHsar Sahlata Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet